Taare

Main aur aap
Shayari chale saari raat
Haan janaab
Dilli sheher ye, main hoon Daagh
Behisaab
Bina soey poore khwaab
Jahan ko bhi chalo aaj
Meri jannat meri mannat yahi hai
Jo jiya nahin kal
Aaj meri wajah kayi hain
Kayi hain
Ohh
Kahin chalein jahan nahin ho kinaara
Banein hawa dono bahein hum aawara
Ek nazar jiyun kabhi ye nazaara haan
Jiyein khwaab toh ρhir jiyein hum ye saara
Sabr ɾakha maine isey hai sawaara
Jo hai mila usey aise kyun gavaana

Yun toh taare tod laaun main
Par tu hi aasmaan hai
Yun toh saare tod laaun main
Par waqt bhi kahan hai

Kitni shaam
Likhi maine tere naam
Khuda kayi
Main karun tera Ehtiram
Miley gham
Jo mila tu toh hai aaram
Ishq bana mazhab aur
Mazhab se toh koi daga nahin hai
Main jee loon [C7]tere saath
Bas meri ɾaza yahi hai
Yahi hai
Ooh
Mera haath bana tera ye siraanha
Ek minute mein hum jiyein hain zamaana
Waqt likhe ɾoz naya ek bahaana haaan
Ab jo aao poora safar leke aana
Achha nahin aise aake chale jaana
Banein saath nayi ghazal hum ɾozaana

Yun toh taare tod laaun main
Par tu hi aasmaan hai
Yun toh saare tod laaun main
Par waqt bhi kahan hai
Log in or signup to leave a comment