Koi Gham Nahie

Ye sab mere dosto k liye hai
Sabko dil se salam bhai
Chalo aao
Kitneko sath chutey koi gham nahie
Ab kitne naraz bhi hai koi gham nahie
Khaye kitne dhoke hai koi gham nahie
Guzari raatein roke hai koi gham nahie
Ab dost nahie awaz dete
Koi gham nahie
Sir pe zimmedari hai
Koi gham nahie
Ab jagtey hum ɾatein hai
Koi gham nahie
Duniya se naraz se hai
Koi gham nahie
Dusvi class mere dost 4
Naseem [A]taher mai aur aftab
4 jan ek bike dost khas
Samosa pav school ke ɾoz bahar
1 wali pepsi school ke ɾoz baad
Chai sham ki sath baje 4
Tailor ke pass sirf thi tabhi car
Front seat ladayi dekho kaun aagey baithe aaj
Sal guzrey dost chutey dil tutey dil dukhey
Karni hai baat par zindagi tez bohot hai
Kon [C7]ɾukey kyu ɾukey kyu suney kyu jhukey
Ego pahad par aur paise ki bas baat ab hai
Khush ɾehte tabhi hum bhi bohot they
Fikar na thi kuch aur kuch bhi na kharche
Tab zimedari bade lafz they
Zimedari layi dekho dur aaj gharsey
Bantai zimedari aaj kitna dur leke aagyi yaar apneko
Fatey ladtey they tabhi apan
Aur aj sirf milneki bat karke tarastey ɾehtey hai
Bantai nh yad hai kya apna school
Bantai har ek corridor pe masti bantai har ek ɾastey pe
Bamai badey hogaye
Ab kal ka pata nahie
Hum milege ya nahie
Jaha bhi ho sabko dilsey salam bhai
Dikhjaye ɾastey pe dikhadena hath bas
Fursat se milkey fir pilenge chai shai
Rakhna khas sath me pyar sabko badhkar
Choti si hai zindagi betein din fatfat
Maf kardo sabko bhul jao sab dard
Ao chalo laut sab firsey apne bachpan
Kitneko sath chutey koi gham nahie
Ab kitne naraz bhi hai koi gham nahie
Khaye kitne dhoke hai koi gham nahie
Guzari ɾaatein ɾoke hai koi gham nahie
Ab dost nahie awaz dete
Koi gham nahie
Sir pe zimmedari hai
Koi gham nahie
Ab jagtey hum ɾatein hai
Koi gham nahie
Duniya se naraz se hai
Koi gham nahie
Kalka pata nahie hum milege ya nahie
Jaha bhi ho bas
Sabko dilsey salam bhai
Dhyaan ɾakho
Karde beat band
Đăng nhập hoặc đăng ký để bình luận